Multan : Narsoun Ny kr dia Ahtjaj - Nishtar road Block

Dunya News Urdu, Multan main narsain apny mutalbat ky liay dubara sarkon pr a gain. Dunya News Urdu ky numaindy sy bat karty huy unhon ny kaha ky haukomti yaqeen dihani ky bawajoud mutalbat par amal daramad na kiya gya.
[ads-post]
Tafseelat ky mutabiq narson ka kahna hy ky hakoomat un ky mutalbat ki manzoori dy warna ye ahtjaj gari rhy ga. Muzahrin ny apny hatoon main banners or play card utha rkhy thy jin par hakoomat ky khilaf naray likhy huy thy. Is ahtjaj ki wagah sy Nishtar road kiy ghanton tk band rha jis sy awam pr boht asar hua.
[ads-post]

Post a Comment

Powered by Blogger.